Mujhse Fraaandship Karoge (2011)


dil mein jo udti phirti teri baatein ho
keh do jo kuch bhi na woh kehti baatein ho
kuch bhi na matlab ho ab aisi baatein ho
khud ko bhi sun ke hass de waisi baatein ho
jaane do socho na kya bolun chalo ho jaane do baatein shuru

ginn lo jo aasman main kitne taare hain
likh doon kuch ulta pulta uske baare mein
tum bhi do sach keh do na apne baare mein
main bhi kuch jhutha keh loon apne baare mein
jaane do socho na (kya bolun) - 2
chalo ho jaane do baatein shuru
ho na ho jo bhi hai woh hona-vona
socho na itna usko honay do na hai na
kehna hai jo bhi tum ko kehna vehna
keh do haan keh do
choti si zindagi hai choti si baat kar lena
bolo na bolo kuch bhi na
halki si phulki si ya gehri si baat kar lena
bolo na bolo kuch bhi na

dil mein jo udti phirti teri baatein ho
keh do jo kuch bhi na woh kehti baatein ho
kuch bhi na matlab ho ab aisi baatein ho
khud ko bhi sunn ke hass de waisi baatein ho
jaane do socho na kya bolun chalo ho jaane do baatein shuru


No comments:

Post a Comment